Ku-Ba-Ku Phail Gai Baat Shanasai Ki

Here is the “Ku-Ba-Ku Phail Gai Baat Shanasai Ki” Gazal by Parveen Shakir!

Ku-Ba-Ku Phail Gai Baat Shanasai Ki

kū-ba-kū phail ga.ī baat shanāsā.ī kī,

us ne ḳhushbū tarah merī pazīrā.ī kī,

kaise kah duuñ ki mujhe chhoḌ diyā hai us ne,

baat to sach hai magar baat hai rusvā.ī

vo kahīñ bhī gayā lauTā to mire paas aayā

bas yahī baat hai achchhī mire harjā.ī

terā pahlū tire dil tarah ābād rahe

tujh pe guzre na qayāmat shab-e-tanhā.ī

us ne jaltī huī peshānī pe jab haath rakhā

ruuh tak aa ga.ī tāsīr masīhā.ī

ab bhī barsāt rātoñ meñ badan TūTtā hai

jaag uThtī haiñ ajab ḳhvāhisheñ añgḌā.ī

Related Gazal,

Ku-Ba-Ku Phail Gai Baat Shanasai Ki

Leave a Reply

Your email address will not be published.

Scroll to top